Karobaar Nahi
Karobaar nahi
Hayya ala khayril amal
(Ya hussain) x4
Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi
(Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2
Wo shaks zakir-e-shabbir ho nahi sakta (Dar-e- zahra ka jo fakir ho nahi sakta) x2Jissay hai zar say muhabbat aza se pyaar nahiGham-e-hussain ibadat hai karobar nahi, Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi, (Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2Ghame-hussain jo meezan-e-zar main toltay hay(Wo apnay zarf-o-lahoo ki zubaan boltay hain hay) x2Unhey ata-e-imaamat pay aitebaar nahiGham-e-hussain ibadat hai karobar nahi, Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi, (Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2Jo zikre ale muhammad main daam rakte hain(Nazar mein kab wo aza-e-imaan rakhtey hain) x2Wo zakhm detay hain shabbir ko karrar nahiGham-e-hussain ibadat hai karobar nahi, Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi, (Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2Jo dekhtay hain muharram ko eid ki surat(Unhey pasand hai goya yazeed ki surat) x2Unhe imaam ki amad ka intezaar nahiGham-e-hussain ibadat hai karobar nahi, Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi, (Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2Wo farsh-e-gham ho kay mehfil ali ki midhat ki(Jo baat kartay hain har bazm main siyasat ki) x2Wo apne naam kay taalib hain pursadaar nahiGham-e-hussain ibadat hai karobar nahi, Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi, (Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2Wo log kon thay hum jin ko aaj rotay hain (Yeh kis kay tazkeray farsh-e- aza pay rotay hai) x2Wo log pusht-e- muhammad kay kiya sawaar nahiGham-e-hussain ibadat hai karobar nahi, Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi, (Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2Gham-e- hussain to darvaish ki ibadat hay
(Jahan-e-dard mein "Rehan" yeh wo daulat hai) x2
Qarar deta hai karta yeh beqarar nahi
Gham-e-hussain ibadat hai karobar nahi, Mein azadar hu dolat se muje pyaar nahi, (Gham-e-hussain ibadat hai karobaar nahi) x2